Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kabhi Kabhi
Kamaal Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kabhi-kabhi mil kar mujhse tera yoon sharmaana

Kabhi mil kar baatein karna to kabhi milte hi aankh churaana
Ho, jaana, ise pyaar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Jaana, iqraar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai

Yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah

Aankhein bhi sharmaayein, palkein bhi jhuk jaayein
Aur dhadkan behekne lage
Nazron ke milte hi saansein bhi ruk jaayein
Aur dil bhi machalne lage
Ho, jaana, ise pyaar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Jaana, iqraar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Kabhi-kabhi mil kar mujhse tera yoon sharmaana
Kabhi mil kar baatein karna to kabhi milte hi aankh churaana
Lamhon ki betaabi, chaahat ki angdaai
Ab har pal sataane lagi
Is dil ki bechaini nazron ki tanhaai
Mujhko mujhse churaane lagi
Ho, jaana, ise pyaar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Jaana, iqraar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Kabhi-kabhi mil kar mujhse tera yoon sharmaana
Kabhi mil kar baatein karna to kabhi milte hi aankh churaana
Ho, jaana, ise pyaar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Jaana, iqraar nahin kehte hain to kya kehte hain?
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Keh do, keh do na, keh do ki mujhse pyaar hai
Keh do, keh do na
Keh do, keh do na