Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Oh God
Big Scratch, Anxraag JD
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
What am I right now
I don't even f*ckin know
What do I wanna be
I don't even f*ckin know
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata
Ab dikhti saari raahein dhundli
Jaise baarishon ne aake ye nighaein chumli
Mere dil ki pyaas na jaane kya hai dhundti
Yuhi darbadar jaane kah hai ghumti
Dheere dheere nashe me duba jaara
Na jaane Mai kab nashe ka bana sahra
Aur kitna bura hai ye zama saala
I'm so fuckin drunk par Na ruka jaara
Mai to bas ek dil ka juwari hu
Uske liye chodi khuddari kyu
Ye pyaar To hai dil ki bimaari jo degi daga hi yu darad jagaati kyu
Mai to bas ek dil ka juwari hu
Uske liye chodi khuddari kyu
Ye pyaar To hai dil ki bimaari jo degi daga hi yu darad jagaati kyu
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata
Yeh duniya saari lag rahi kitaab hai
Aur ispar har koi bun raha kahaniya
Par jin hisso mein sach ka izhaar nahi
Maine unse apne naam ko mita diya
Rab se ho gayi baat meri saari raat
Un baaton ne mujhe itna sikha diya
Duniyadaari ek paheli isme khona nahi
Toh fir kyun tune is duniya mein fasa diya
Yeh zimmedariyan hai mujhpe bhaari and my shoulders giving up
Tu madaari hai is naatak ka toh dhaage toh dikha
Mere haath mere gale ko daboch chuki hai
Apne haathon se in dhaagon ko ab kheech de zara
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata
Oh god oh god oh god
Mai kho Gaya zara
Mujhe rah to dikha
Teri aur ka pata