Skip to content

Dil Aaj Kal

Sona Mahapatra & Prashant Ingole
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil aaj kal meri sunta nahi Dil aaj kal paas rehta nahi Dil aaj kal meri sunta nahi Dil aaj kal paas rehta nahi Ye tujhse hi milne ko chaahe Ye teri hi karta hai baatein Kya tum ho... Kya tum ho wohi Kya tum ho... Kya tum ho wohi Dil aaj kal meri sunta nahi Dil aaj kal paas rehta nahi Teri aankhon ke raste ye chale jaata hai Jo bulaaun main kabhi, laut aata nahi Bekhabar ye zamaane se takraata hai Bedhadak mujhse kehta hai "Main hoon yunhi" Ye tujhse hi milke huaa hai Jo teri nazar ne chhuaa hain Kya tum ho, Kya tum ho wohi Kya tum ho, Kya tum ho wohi. Dil aaj kal meri sunta nahi Dil aaj kal meri sunta nahi Hai hunar ek naya isko tujhse mila Muskura ke ye milta hai sabse abhi Aadhi raaton mein mujhko ye deta utha Mujhse pooche ye raatein kyun kat-te nahi Ye tujhse hi milne ko chaahe Ye teri hi karta hai baatein Kya tum ho, Kya tum ho wohi Kya tum ho, Kya tum ho wohi. Dil aaj kal meri sunta nahi Dil aaj kal.