Bheegi Bheegi Baarishein
Altaaf Sayyed feat. Chandra-Surya
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kaash wo lamha us pal Thahr Jaye
Jis pal wo mere Rubaroo Aaye
Jee bhar ke pee lene do aakhon se jaam-e-rusaar ke paymaane
Na jaane kal wo Phir Aaye na Aaye
Bheegi bheegi baarishein kuch gungunayei
Kuch gungunayei
Bhegi bheegi baarishein
Kuch gungunayei.
Dheere dheere phir mujhe
Tum yaad aaye
Sondhi sondhi khusboo yee
Mujhko behkaa yee
Jaagi jaagi hasratein
Tujko bulayein
Le rahi khawahis hein dekho
Angdaiyaan
Badh rahi is qadar dil ki
Betaabiyaan
Badh rahi is qadar dil ki
Betaabiyaan
Ooooo
Dabe dabe paaon se
Samne aaja
Haule haule baahon me
Meri samaaa jaaaaa
Meri samaaaaa jaaaa
Ooohoooooooo
Ehsaas ke libaaz par
Rang tu zara nikhar de
Ek halki si chhuan se
Mujko zara sanwar de
Ehsaas ke libaaz par
Rang tu zara nikhar de
Ek halki si chhuan se
Mujhko zara sanwar de
Bin paron ke hawaon me
Ud jaane do
Sason ko sanson me aise
Ghul jane do
Is qadar saason ko aise
Ghul jaane do
Hhhhmmmm
Ek dooje mein hum
Aise kho jayee
Aankhon hi aankho mein
Raina bitha yee
... . .
Nashe mein sara ye sama
Fizaon me guroon hai
Chadha hai mujhpe jo sanam
Tera hito suroon hai
Nashe mein sara ye sama
Fizao me guroon hai
Chadha hai mujhpe jo sanam
Tera hito suroon hai
Bezubaan dilki baaton ko
Sun lo zara
Aise yu dekho tum isko
Tad paaona
Aise yu dekho tum mujh ko
Tad paaona
Ooooooo
Aise nazdeakiyaa
Aao badha yee
Koina ho darmiyaa
Khud ko bhula yee
Bheegi bheegi barishee
Kuch gunguna yee
Dheere dhere phir mujhe
Tum yaad ayee
Hhhmmmmmmm
Tum yaad aye