Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Shaam Hone Ko Hai
Jagjit Singh
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Laal sooraj samandar mein khone ko hai
Shaam hone ko hai
Laal sooraj samandar mein khone ko hai
Aur uske pare kuch parinde kataari banaye
Unhi junglon ko chale
Jinke pedon ki shaakhon pe hain ghosle
Yeh parinde wahin laut kar jaayenge
Yeh parinde wahin laut kar jaayenge
Aur so jaayenge
Aur so jaayenge
Aur so jaayenge
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Laal sooraj samandar mein khone ko hai
Hum hi hairaan hain, is makanon ke jungle mein
Apna koi bhi thikaana nahi
Shaam hone ko hai
Hum kahan jaayenge?
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Laal sooraj samandar mein khone ko hai
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Shaam hone ko hai
Hum kahan jaayenge?
Hum kahan jaayenge?
Hum kahan jaayenge?