Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Apni Yaadon Ko
Shaan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaado Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana Deewana
Aashiq Pehla Purana
Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaado Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana Deewana
Aashiq Pehla Purana
Jaise Tune Toda Mera Dil
Tera Dil Tutega
Jaise Tune Toda Mera Dil
Tera Dil Tutega
Tera Haathon Se Bhi Kisi Ka Daaman Chutega
Yaad Rakhna Oh Bekadar Bekhabar Bewafa
Saari Rasmo Ko Chhod Na Jaana
Apni Kasmo Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana Deewana
Aashiq Pehla Purana
Mere Baad Ab Kis Ko Barbaad Karegi
Mere Baad Ab Kis Ko Barbaad Karegi
Meri Tarah Tu Bhi Ek Din Faryaad Karegi
Yaad Rakhna Oh Be-Adab Be-Samaj Be-Imaan
Aise Apno Ko Chhod Na Jaana
Mere Sapno Ko Thod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana Deewana
Aashiq Pehla Purana
Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaado Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana Deewana
Aashiq Pehla Purana