Humnava
Kabeer Ali
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
HUMNAVA
aaj bhi din yaad hai mujhe
haath thama tha tera maine
teri woh har ek kahani suni
lehron ki zubaani suni
tha mai muntazir
khwab sajaane aaja
ghum bhi bhulane aaja
dekh le ek nazar...
Jaane ye na tu
meri humnava thi tu
teri jo dua hai
meri saza hai kyun?
Jaane ye na tu
meri humnava thi tu
teri jo dua hai
meri saza hai kyun?
chali gayi
jaane diya saansien meri tham gayi...
ye har sawara tere bina
Hai sirf ek banjar kinaara
aajao agar
saansien aa jayengi meri dobaara
Jaane ye na tu
meri humnava thi tu
teri jo dua hai
meri saza hai kyun?
Jaane ye na tu
meri humnava thi tu
teri jo dua hai
meri saza hai kyun?
chali gayi
jaane diya saansien meri tham gayi
jaane ye na tu. meri humnava.