Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Neend Ke Gaon Mein
Jagjit Singh
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai

Khil khilaate hue, apana daaman uthaate hue
Bacchon ke paanv kee dhul ka kaaravaan
Gaanv kee har gali apanae pairon kee zajir hai
Gaanv ka har makaan apanae raste kee diwaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Ek angochha lapete hue vaqt baithaa hai dahleez par
Baans ke jhund se bachake chalatee huee rah guzar
Pokhari ke kinaare pe baithee vuzu karti
Maszid ke ek minar par
Kab kee ataki huee ek azaan
Jiskaa sannata talwaar kee dhar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Neend ke gaanv mein aaj yaadon ka bazaar hai
Main bhee bargad ke sae mein baithee huee
Apanee yaadon kee parachhaaiyaan bech loon
Mere labzon mein hai us nidasi kahaani ka ras
Jis pe chalta naa tha kachche aangan ka bas
Nimakiyon ke kade satalde jo naa jaane the
Kis ke liye aaj bhee kis qadar yaad hai

Neend ke
ย