Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ek Raat Men Do Do Chand Khile
Lata Mangeshkar, Mukesh
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ek raat mein do-do chaand khile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Ek raat mein do-do chaand khile
Apni-apni manzil se mile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Ek raat mein do-do chaand khile
ย
Badli ka woh chaand toh sab ka hai
Ghunghat ka yeh chaand toh apna hai
Badli ka woh chaand toh sab ka hai
Ghunghat ka yeh chaand toh apna hai
Mujhe chaand samajhne waale bata
Yeh raat hai ya koi sapna hai?
Yeh raat hai ya koi sapna hai?
Ek raat mein do-do chaand khile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Apni-apni manzil se mile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Ek raat mein do-do chaand khile
ย
Maaloom nahi, do anjaane
Raahi kaise mil jaate hain
Maaloom nahi, do anjaane
Raahi kaise mil jaate hain
Phoolon ko agar khilna hai toh woh
Veerano mein khil jaate hain
Veerano mein khil jaate hain
Ek raat mein do-do chaand khile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Apni-apni manzil se mile
Ek ghunghat mein, ek badli mein
Ek raat mein do-do chaand khile
ย