Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Man Mandir Mein
Krishna Beuraa
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Man-mandir mein prem jagaane, honthon par muskaan laane
Man-mandir mein prem jagaane, honthon par muskaan laane
Sabki thodi seva karle, mit jaayenge trishna
(Krishna-Krishna, hare Krishna)
(Hare Ram, Ram, Ram, hare Krishna)
(Ram-Ram, hare Ram)
(Hare Krishna, hare Ram)
(Ram-Ram, hare Ram)
(Hare Krishna, hare Ram)
Kaisa jeevan tu jee raha, itna sankat tu seh raha
Kitne dukh paate, ho, praani, fir bhi jeena tu chahta
Kaisa jeevan tu jee raha, itna sankat tu seh raha
Kitne dukh paate, ho, praani, fir bhi jeena tu chahta
Dil mein dukh ko sada chipale (hare Ram, Ram, Ram)
Mukh par chain ka chinh la le (hare Krishna, Krishna, Krishna)
Dil mein dukh ko sada chipale, mukh par chain ka chinh la le
Sabki thodi chinta karle, mit jaayega traashna
(Krishna-Krishna, hare Krishna)
(Hare Ram, Ram, Ram, Hare Krishna)
Tu bhagwaan se kya maangta? Teri hogi tu nahin jaanta
Tu na jaane apna acha, soch sada bhagwaan ki iksha
Tu bhagwaan se kya maangta? Teri hogi tu nahin jaanta
Tu na jaane apna acha, soch sada bhagwaan ki iksha
Tan mein tarang, umang jaga le (hare Ram, Ram, Ram)
Ang-ang mei yauvan la le (hare Krishna, Krishna, Krishna)
Tan mein tarang, umang jaga le, ang-ang mei yovan la-le
Apni shakti dridh dikha de, pooran hogi praarthna
(Ram-Ram, hare Ram)
(Hare Krishna, hare Ram)
Karm hi hai bhakti ka raasta, sab kuch rehta bhaagye mein likha
Baaki bache praani ki pooja, kitni usmein samarpan shradhha
Karm hi hai bhakti ka raasta, sab kuch hai bhaagye mein likha
Baaki bache praani ki pooja, kitni usmein samarpan shradhha
Swayam mein swayam ki truti chupa le (hare Ram, Ram, Ram)
Auron ka gun swayam mein la le (hare Krishna, Krishna, Krishna)
Swayam mein swayam ki truti chupa le, auron ka gun swayam mein la le
Apni bhakti gehri dikha de, jag jaayegi aatma
(Krishna-Krishna, hare Krishna)
(Hare Ram, Ram, Ram, hare Krishna)
(Ram-Ram, hare Ram) Ho, mere Krishna
(Hare Krishna, hare Ram) Hare Ram, Ram
(Krishna-Krishna, hare Krishna) Ram, Ram, Hare Krishna
(Hare Ram, Ram, Ram, Hare Krishna) Hare Ram, hare Krishna
(Ram-Ram, hare Ram)
(Hare Krishna, hare Ram) Hare Ram, hare Krishna
(Krishna-Krishna, hare Krishna) Hare Ram, hare Ram
(Hare Ram, Ram, Ram, Hare Krishna) Hare Krishna