Hum Sab Jain Hai (Mahavir Janam Kalyanak Song)
Vicky D Parekh & Devyani Kothari
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Prabhu Veer ne mukti ka path dikhaya
Path ko humne ne panth banaya
Path ke upar ek bindu lagaya
Bindu mein uljhe, sindhu bhulaya
Iss pant baad ne hume kaha tak pahonchaya
Kisse jeete hum, humne kise haraya
Humne kise haraya
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Ho lekar punya ka yeh sagar
Janme Jain kul ke andar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Dharm se Jain hai, Karam se Jain hai
Santo ka, grantho ka, humne saar nahi jaana
Anek mat bana diye, anekant nahi jaana
Jin vaani ka marm na jaana
Kriyaon ko hi hai dharm maana
Yeh sant tera, woh panth mera
Dilo mein dekha, hai bhed gehra
Gyani ek hai, ek hai aagam
Satya ahinsa beej hamare
Ek hi hai niyam yeh saare
Ek hi namokar, tirthankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Dharm se Jain hai, karam se Jain hai
Om namo arihantanam
Namami veeram namami goutham
Om namo siddhanam
Kshama virasya bhushanam
Om namo aariyariyanam
Ahimsa parmo dharm
Om namo uvajhayanam
Jain dharm sthumangalam
Namo loye savva sahunam
Jainam jayathi shasanam
Rehna pradip shravak bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Dharm se Jain hai, karam se Jain hai
Jin vaani ka marm na jaana
Kriyaon ko hi hai dharm maana
Yeh sant tera, woh panth mera
Dilo mein dekha, hai bhed gehra