Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Itna Na Mujhe
Talat Mahmood
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Itana naa mujse too pyaar badha ke main ek baadal aavaara
Kaise kisi kaa sahaara banu ke main khud beghar bechaaraa
Is liye tujhse main pyaar karoon ke too ek baadal aavaara
Janam-janam se hoon saath tere he naam mera jal kee dhara

Muje ek jagah aaraam nahin
Ruk jaanaa mera kaam nahin
Muje ek jagah aaraam nahin
Ruk jaanaa mera kaam nahin
Mera saath kahaan tak dogi tum
Mai des vides kaa banjaaraa
Itana naa mujse too pyaar badha ke main ek baadal aavaara
Kaise kisi kaa sahaara banu ke main khud beghar bechaaraa
Is liye tujhse main pyaar karoon ke too ek baadal aavaara
Janam-janam se hoon saath tere he naam mera jal kee dhara
O nil gagan ke deewaane
Tu pyaar naa meraa pehchaane
O nil gagan ke deewaane
Tu pyaar naa meraa pehchaane
Main tab tak saath chalu tere
Jab tak naa kahe too main haara
Is liye tujhse main pyaar karoon ke too ek baadal aavaara
Janam-janam se hoon saath tere he naam mera jal kee dhara
Itana naa mujse too pyaar badha ke main ek baadal aavaara
Kaise kisi kaa sahaara banu ke main khud beghar bechaaraa
Kyun pyaar me tu nadaan bane
Ek paagal kaa armaan bane
Kyun pyaar me tu nadaan bane
Ek paagal kaa armaan bane
Ab laut ke jaanaa mushkil hai
Maine chhod diya hai jag saara