Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Iraada
Vinayak
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Thehra main zara zara
Thha in raahon se main judaa
Khudse hi kyun main khafaa
Lafzon se main keh na saka
Thehra main zara zara
Thha in raahon se main judaa
Khudse hi kyun main khafaa
Lafzon se main keh na saka
Anjaan sa hai raasta
Kho gaya hun main kahaan
Kya hai manzil ka pataa
Phirta rahoon main laapata
Kya hai yeh dil keh raha
Kis ore ab yeh hai chala
Khamoshi main hi kyun paaon sukoon main
Kal ki bahoon mein hi kyun jaa rukon main
Thehra main zara zara
Thha in raahon se main judaa
Khudse hi kyun main khafaa
Lafzon se main keh na saka