Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Manoranjan
abrolaryaman
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar
Kala dekh kala ko yahan tera game hai baja bro
Kitne hai yahan fake aur kitne hai yahan joke
Karen bait mila jo gira change uthalo
Bhari platen bhari jeben jealousy se bhare log
Parking ki Parchi pe bhi vivaad hojate hain aam
Fir lete 10 ki choti gold aur ek choti advance
Agla de rehpat toh fir behgye aansu hogaye chupp
Jaanta ki kon hoon mai kya janta tu mera naam?
Kitno ne di ek roti wapis leli 2 hai
Hawa ni paet mei khane se pure loaded
Kaise thoosu aur lelu tera bhi rehte rote
Kya ye gana spicey yahan masale mei bhi chod hai
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar
Kala dekh kala ko yahan tera game hai baja bro
Kitne hai yahan hain fake aur kitne hai yahan joke
Karen bait mila jo gira hua change uthalo
Bhari plate bhari jebe parichay zara do
Tu hai kon?
Hai tu kahan ka rehne wala don
Hai kon?
Tera kya naam hai pura doraemon
Hai kon?
Pura 5g fir bhi fail hai call
Tu hai kon?
Abe tu hai kon?
Mangi thodi gravy maine dediya hai pura sauce
Meri udhgi chess ki begi, check mare mera pawn
Yahan school ki principal bhi lage fan paul bros ki
Mare kabhi heavy hook mare kabhi keda cross
Bane mahol yahan puri khel kood
Male khoon soche ek hi baat kaise mai peldu
Jail kyu? Defensive pura, gaslighting mei hai trained tu
Lekin kutte ko khana do fir mohalla pura hota ek jut
Aisi si hoti yahan galeech baaten
Neech sale leechad hain
Mile na ticket hawa mei ye teer maare
Bheed bhade ki uthake form bhardiya inhone kal
Necessary felony formality ki fees mange
Dekhu mai dikhe na mujhe yahan kuch Django shit
Bande karte na parwah chahe desi ho ya vo spanish
Bache na koi yahan pe aana thodi khel hai
7-7 khelenge yahan pe bike pe nhi koi safe hai
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar
Hote hi born gafla
Katai barbaad
Yahan maut manoranjan
Sare maun avtaar