Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Wajah
Vinay Kriplani, Proakshat
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ki tuhi ye wajah hain
Ye dil me jo hua hain
Haan maana tu ye jaane na
Par apna sa laga hain
Ki tuhi ye wajah hain
Ye dil me jo hua hain
Haan maana tu ye jaane na
Par apna sa laga hain
Ki dil me jo hain tujhe na keh pa rahe hain
Ki dil bhi ab ye tere hi hawale hain
Ab nazar aane lagi hain har baato me
Aur in dino ko beete kayi zamaane hain
Ye uthte hain mujhpar yu sawaal kyu
Ki in dino bas kalam se zawaab du
Haan mai to bas kuch dilo ka musafir hu
Ki tubhi mile zindagi sawar lu
Ki tum aur hum ho chuke to pare bhot
Haan fir bhi hum koshishe to kare bhot
Muqtasir ye nazre kyu imaan se
Ki aaoge tum isme na gumaan hain
Ki tuhi ye wajah hain
Ye dil me jo hua hain
Haan maana tu ye jaane na
Par apna sa laga hain
Ki tuhi ye wajah hain
Ye dil me jo hua hain
Haan maana tu ye jaane na
Par apna sa laga hain
Haan dooriya wajah thi tere ho chuke the bhot
Dil ke shaayar ko bachata dil pe chaa rkhi thi maut
Ab kaafilo me kaafir hain
In dardo ke musafir hain
Ye zakhmo ka marham khatam tu hi bachi bas aakhir hain
Ab ky khabar hain ky safar oh humnava bata
Bas darbadar hi besabar kyu tere peeche haan
Ulfaton me hum fase aur chehro ke yun rang ude
Zamaana maane bewafa ab sach bhi na chupa haan
Ki tu hi ye wajah hain
(Tu sach bhi na chupa haan)
Ye dil me jo hua hain
(sach bhi na chupa yeah)
Haan maana tu ye jaane na
Par apna sa laga hain
Yeah