Sama Hai Suhana
Instant Karma
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Hmmm hmmm ...
Sama hai suhaana, Nashe mein jahaan hai
Sama hai suhaana suhaana
Nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
Har Dil mein dekhon, mohabbat jawan hai
Hmmmmmm u hmmmmmm u
Sama hai suhaana suhaana
Keh rahi hai Nazar Nazar se afsaane
Ho raha hai asar ke jisko Dil jaane
Dekho yeh Dil ki Ajab dastaan hai
Nazar bolti hai Dil be jubaan hai
Sama hai suhaana suhaana
Nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
Har Dil mein dekhon, mohabbat jawan hai
Sama hai suhaana suhaana
Ho gaya hai Milan Dilon ka mastaana
Ho gaya hai Milan Dilon ka mastaana
Ho gaya hai koyi kisi ka deewana
Jaha dilruba hai, Dil bi waha hai
Jise Pyaar kahiye wahi darmiyaan hai
Sama hai suhaana suhaana
Nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
Har Dil mein dekhon, mohabbat jawan hai