Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yaar Zaahir
Rashid Khan;Palak Muchhal;Neha Sharma;Aashim Gulati
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yaar, zaahir, zaahir jiyaa kar de
Yaar, zaahir, zaahir jiyaa kar de
Kaash ki too chuum ke khuda kar de
Jism ye jangal nahin
Jism ye jangal nahin
Hua kab se, chal muje
Phir haraa-bharaa kar de
Sunaa hai, koyi ruthe to
Ruthe to badhati chaahatein
Sunaa hai, koyi ruthe to
Ruthe to badhati chaahatein
Hai guzarish, too mujko kafa kar de
Kaash ki too chuum ke khuda kar de
Zulfen teri pehle baniin
Baadal bane baad mein
Zulfen teri pehle baniin
Baadal bane baad mein
Phulon ne bhee (phulon ne bhee) gahane tere (gahane tere)
Pahane teri yaad mein
Main dhundhun tere chehare ko
Chehare ko baadal mein sada
Main dekhoon saare phulon mein
Phulon mein teri hee ada
Yaar, zaahir, zaahir jiyaa kar de
Kaash ki too chuum ke khuda kar de
Khumaari jaise ruhon pe
Ruhon pe chadhati chaahatein
Sunaa hai, koyi ruthe to
Ruthe to badhati chaahatein
Hai guzarish, guzarish, kafa kar de
Kaash ki too chuum ke khuda kar de
Jism ye jangal nahin
Jism ye jangal nahin
Hua kab se, chal muje
Phir haraa-bharaa kar de