Skip to content

Jahan Tum Ho

Kushagra Agrawal feat. Tanmay Pathak
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Naino mein jo noor si Anajaane basi Bikhari si jo dhoop mein Bheeni si nami Use Khabar hai bhi iski Ya nahi Chalu jidhar ab chale wo Sang hi Behke hai hai badle Pehle se kuch naye Khaamosh Bayaan Aankhein meri kehne lagi Ye rehana chahti hai hardam Jahan tum ho Jahan tum ho [Interlude] Sau Duaao sang Tere hi rang mein rangi h jabse ye dhadkane Ho kar malang dil je sa jaise utha Rokti si tum Mere ho sang mein dari dari si khadi magar Ban kar patang ek khwab udd hai chala Lage dagar manzilo se Bhi hasi Ruke safar ab kinaro Par nahi Fisale hai, hai nikhare Bas khud par na chale Khaamosh Bayaan Aankhein meri kehne lagi Ye rehana chahti hai hardam Jahan tum ho Jahan tum ho