Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Us Bhai Us
DOTM, HPO
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara kare kaam saare marzi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi maanta ni galti ye
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara khaali baat kare bandi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi kabhi kabhi
Kabhi Mera dukhta hai seena
Bachpan se shaitaaniyo mein naam
Pita papa se khataa pe hua bistar geela
Seekhta halaat se main aaya ni baaz
Mere chehre pe na jaana bs dikhta hoon seedha
Chhota thha main bhot bolta thha
Par aaj baat karne ko mere paas koi ni
Baarvi ke baad se hi laat padi zindagi se
Haath kare saaf magar haath dhoye ni
Pyaar bike kodiyo ke daam is bazaar mein
Akele khada mujhe deta bhaav koi ni
Gaali pade maa se aur baap bole kaam chor hai beta
Mere ghar me zimmedaar koi ni
Kalaakari ka ye bhoot chadhaa sar pe
Berozgaari vaale taane pade kas ke
Roz ek tareek badhe bojh mere kandhe pe
Lachaari dikhe aankho mein
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara kare kaam saare marzi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi maanta ni galti ye
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara khaali baat kare bandi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi manta ni galti ye
Kama pehle roti thoda paise jod
Papa bole ghar mein nibba active role
Gaayb hota ladka leke activa roz roz
Carry kare game mein bas life mein alone
Aaj push kare limit karein backstab log
Jaake bag pack kar ye rap vap chhod
Daant ti maa ghar pe khaali baithe rehna
Galat tera better hoga beta tu
Padhaai pe dhyaan de bhalaai ke khaatir
Main haarke raat din karu jeet ki baatein
Mere soch se waakif ni karte saajish
Ye aaj ke baalak bs hod mein
Maap baap ke nochhte baal ab
Fir jhonkte aankho mein dhool ke baadal
Tu ghar pe cooler mein baithe dhoop mein father
Ki tooti umeed kyun tere chehere pe naatak
Har baat pe jhoot bolta kaam mein aalas
(Khair jo karna hai kar, hamne toh ab bolna hi chhod diya hai isliye)
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara kare kaam saare marzi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi maanta ni galti ye
Ek time thha jab maa bolti thhi mera
Ladka awaara khaali baat kare bandi se
Ulte jawaab dega jab bhi kare baat
Ye khilaaf kabhi manta ni galti ye
ย