Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bahon Ke Darmiyan (From "Khamoshi - The Musical")
Alka Yagnik & Hariharan
Popularity · Low
+
Mandingo · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Jane kya bole man dole sunke badan
Dhadkan bani suba
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Jane kya bole man dole sunke badan
Dhadkan bani suba
Bahon ke darmiyaan
Khulte baandh hote laabhon kii ye ankahi
Khulte baandh hote laabhon kii ye ankahi
Mujhase kah rahi hai kii badhane de bekhudi
Mil yun kii daud jaaen nas nas main bijliyaan
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Jane kya bole man dole sunke badan
Dhadkan bani suba
Bahon ke darmiyaan
Aasmaan ko bhi ye haseen raaj hai pasand
Aasmaan ko bhi ye haseen raaj hai pasand
Uljhi uljhi sanson kii awaz hai pasand
Moti lutaa rahi hai sawan kii badaliyaan
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Bahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hai
Jane kya jane kya bole man bole man dole sunke badan dole sunke badan
Dhadkan bani suba
Bahon ke darmiyaan