Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Galti (Lofi)
Vishal Mishra;Kaushal Kishore;DJ Nitish Gulyani
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Marte the tumpe, tumne sach mein maar diya
Dil ko liya aur dil mein zeher utaar diya
Yeh haal karoge tum, ho
Yeh haal karoge tum
Yeh socha na tha, yaara
Galti kardi maine, na hoga ishq dobaara
Galti kardi maine, na hoga ishq dobaara
Yeh haal karoge tum, yeh socha na tha, yaara
Galti kardi maine, na hoga ishq...
Saiyaan ve
Saiyaan...
Kuch na socha, kuch na jaana, main deewana tha
Mujhko toh har haalat mein bas tumko paana tha
Kuch na socha, kuch na jaana, main deewana tha
Mujhko toh har haalat mein bas tumko paana tha
Chehra dil ka aaina hai, baat yeh jhooti hai
Lagta tha masoom bada, par bada sayaana tha
Sach-much tune dil pe aise vaar kiya
Dil ko liya aur dil mein zeher utaar diya
Yeh chaal chaloge tum
Yeh chaal chaloge tum
Yeh socha na tha, yaara
Galti kardi maine, na hoga ishq dobaara
Galti kardi maine, na hoga ishq dobaara
Yeh haal karoge tum, yeh socha na tha, yaara
Galti kardi maine, na hoga ishq...
Toda, toda, toda, toda, toda mujhe
Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune
Kya thi khata? Dilon ko kyun joda tune?
Toda, toda, toda (toda, toda mujhe)
Toda, toda, toda, toda, toda mujhe
Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune
Kya thi khata? Dilon ko kyun joda tune?
Toda, toda, toda...
Galti kardi maine, na hoga ishq dobaara