Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aise Na Pagal Karo
Kalra Saab
Popularity ยท Low
+
๐ญ๐น Haitian Creole ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aise Na Pagal Karo
Itna na kaayal karo
Aise Na Pagal Karo
Itna na kaayal karo
Dil ki zameen pe khile phool ye
Aise Na Ghayal Karo
Aise Na Pagal Karo
Kaisa aalam
Kaisi tanhai
Tere bina humdum
Sooni gehrai
Kaisa ye aalam
Kaisi tanhai
Tere bina humdum
Sooni gehrai
Aankhon se man thaam lo
Aashiq hoon ye maan lo
Ek hi mulaqat mein
Jee loon ye zindagi
Chahe phir jaan lo
Aise na pagal karo
Itna na kaayal karo
Aise na pagal karo
Diwana kehke Dede
Nazrana dede yun
Diwana kehke Dede
Nazrana dede yun
Kaisa mausam
Kaisi ye judaai
Tere bina jaanam
Na sahe ye ruswaai
Kaisa ye mausam
Kaisi ye judaai
Tere bina jaanam
Na sahe ruswaai
Labon se mera naam lo
Dillagi ko ek anjaam do
Haathon me haath
Liye beete har pal
Koi aisi to shaam ho
Aise na pagal karo
Itna na kaayal karo
Dil ki zameen pe khile phool ye
Aise na ghayal karo
Diwana kehke dede
Nazrana dede yun
Diwana kehke dede
Nazrana dede yun
Diwana kehke dede
Nazrana dede yun
Diwana kehke dede
Nazrana dede yun
ย