Skip to content

Mili Raahat

Raga
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yawar! Maine tere mere beech ke jhagde ke jad ke tukde kar diye Hazir jawab mai Shatir dimag mai Jo log denge tujhko Wo khitab mai Lafzon se khelu gar to Likh du kitab mai Shadbon pe na ja Hoshiyar behisab mai Mai nahi chahta tu dosh me saans tode Peeta hun fir bhi ye behoshi sath chode Leta hu saans par, Jeeta hu haar kar Seekha hu jo bhi tujhse seekha hu mai pyar kar Mai aksar tanhai me hasta hu in baaton par Kabu nahi hai mera mere jazbaato par Likhta hu mai tabhi bikta hu in bazaro me Tera ye aashiq alag dikhta hai hazaro me Tu khwab nahi tu sach hai mera Itna sa haq hai mera Sachchai jo likhti is kagaz par wo dil hai mera Sun paye to suniyo is bheed me awaz Mere ashq hain abad, gar tu dhoondh le jawab Mili mili mili aaj raahat mili Mili mili mili mili aaj raahat mili mili mili Mili mili aaj raahat mili mili mili Aaj raahat Sun in lafzo ki gehrai Mere shabdo me Garmai Kuch ke kafno par mehngai Kuch ke sapne hi hain kamai Ghutno ke bal tha mai jab tooti wo angdai Par jab takhno ke bal bhagna seekha bas mili wah-wahi! Mujhse seekh Kuch teehe apne saaz ese leekh Aaj na kar baithu mai raaz apne, khrik Log kehte hain mujhko shaitan Peeche pe sab bhonkte hain, muh pe kehta hai kon? Sach hai ke sach par sach pe likhne se mi darta hu Shak hai ke haskar mujh par gar ye kehde ke mai bakta hu Mai teri soul tera soul tera rasta hu Aksar kam dikhta hu Mat soch ke mai sasta hu Mai bikta hu, or likhta hu Mai kadwa sach mai shiksha hu Tu mere saamne marta shaks, marta shaks Mai kafan tera, mera har shabd tera behta rakt, mera har shabd tera behta rakt!