Skip to content

Love (Chris Counter and Dubste

Mashup Kids
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tu nazam-nazam sa mere Honton pe thehar ja Main khaab-khaab sa teri Aankhon mein jaagun re. Tu ishq-ishq sa mere Rooh mein aake bas ja Jis ore teri shehnayi Uss oar mein baaghun re. Muskurana bhi tujhi se seekha hai Dil lagane ka tuhi tareeka hai Aitbaar bhi tujhi se hota hai, Aaun na hosh mein main kabhi Baahon main hai teri zindagi. Gudiya re gudiya tera gudda pardesiya Jodi asmaani ho gayi Shagun pe dekho shaad maani ho gayi. Oh tere sang yaara Khush rang bahara Utu raat diwani main zard sitara, Oh tere sang yaara Khush rang bahara Main tera ho jaaun Jo tu karde ishaara. Dehleej pe mere dil ki Jo rakhe hain tune kadam Tere naam pe Meri zindagi likhdi mere hum-dum. Haan seekha main jeena-jeena Kaise jeena, haan seekha main jeena mere hum-dum. Na seekha kabhi jeena-jeena Kaise jeena -jeena, na seekha jeena tere bina hum-dum. Main vaari jaawaan, main vaari jaawaan Saathon ko hoya kasoor ve, Main vaari jaawaan, main vaari jaawaan Dil toh hoya majboor, Main vaari jaawaan, main vaari jaawaan. Chalo ji aaj saaf sa kehta hoon Itni si baat hai Mujhe tumse pyaar hai Yuhin nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai Mujhe tumse pyaar hai. Piya, oh re piya Cause I love you Piya, oh re piya, love you too. Dil diyan gallan, karange naal-naal behke Akh naal akh nu milaake Dil diyan gallan haye. Karange roz-roz behke Sachiyan mohabbatan nibha ke. Aankhon ki hain ye khwahishen, Ke chehre se tere na hate, Neendo mein meri bas tere, Khwabon ne li hain karwatein, Leke jaan hi Jaayega meri, kaatil har tera bahana hua Tujhse hi shuru Tujhpe hi khatam Mere pyar ka fasaana hua. Duniya bhula ke Tumse mila hoon, Nikli hai dil se ye dua. Rangde tu mohe gerua Raanjhe ki dil se hai dua Rangde tu mohe gerua. Zaalma tere ishq ch main ho gayi aan kamli Haye...