O Ri Chiraiyya
Harjot K Dhillon, Harpreet Bachher
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
oo ri chiraiyaa, meri chirayiiaa
angana me fir aaja re
oo ri chiraiyaa, meri chirayiiaa
angana me fir aaja re
andhiyara hai ghana aur lahu se sana
kirnon ke tinke ambar se chun ke, aangana me fir aa ja re
oo ri chiriyaa nanhi si chiriya angana me fir ajaa re
hum ne tumpe hazarron sitam hai kiye
hum ne tum pe zahan bhar ke zulm keiye
hum ne socha nahi tu jo uurr jayegi
,ye zamin tere bin sunii rah jayegi
kiske dum pe sajega mera angana
oo ri chiraiyaa, meri chirayiiaa
angana me fir aaja re
kirnon ke tinke ambar se chun ke aangana me fir aa ja re
oo ri chirayiaaaaaa