Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Chand Koi Deewana Hai
Alka Yagnik, Kumar Sanu & Chorus
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Koyi ashiq badaa puraanaa hai
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Koyi ashiq badaa puraanaa hai
Peechhe kis ke ye bhaago? saaree raat ye jaage
Peechhe kis ke ye bhaago? saaree raat ye jaage
Ye shamaa hai ya parvaanaa hai, deewaanaa hai?
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Koyi ashiq badaa puraanaa hai
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Mere nain kanvaare kajaraare
Meri bindiya maare lashkaare
Ho, mere nain kanvaare kajaraare
Meri bindiya maare lashkaare
Mere sapanon mein aaye, muje geet sunaae
Mere sapanon mein aaye, muje geet sunaae
Panchi pardesee banjaare, haan, banjaare
Man mast-magan ho jae naa
Rang, rup, ratan kho jae naa
Man mast-magan ho jae naa
Rang, rup, ratan kho jae naa
Man mera akela, ye punam ka mela
Man mera akela, ye punam ka mela
Mele mein milan ho jae naa, ho jae naa
Mere dil mein cchopa hai chor koyi
Mera dard naa jaane aur koyi
Mere dil mein cchopa hai chor koyi
Mera dard naa jaane aur koyi
Ise dil se nikaalun, dil kaise sanbhaaluun?
Ise dil se nikaalun, dil kaise sanbhaaluun?
Mera dil pe nahin hai jor koyi, haay, jor koyi
Jis din se tujh ko dekha hai
Us din se ye maine jaanaa hai
Jis din se tujh ko dekha hai
Us din se ye maine jaanaa hai
Too mere liye hai, main tere liye hoon
Too mere liye hai, main tere liye hoon
Ye sach baaqi afasaana hai, afasaana hai
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Koyi ashiq badaa puraanaa hai
Ye chaand koyi deewaanaa hai
Koyi ashiq badaa puraanaa hai
Peechhe kis ke ye bhaago? saaree raat ye jaage
Ho, peechhe kis ke ye bhaago? saaree raat ye jaage
Ye shamaa hai ya parvaanaa hai, deewaanaa hai?