Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Channa Ve
Rahul Sathu
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaise bhulu teri yaadein
Tere bina sab Khali sa Lage
Jismo tak baatein
Rooh se abb rishta kya bane
Kaise bhulu teri yaadein
Tere bina sab Khali sa lage
Dill ko samjhao
Aaj phir zidd teri ye kare
Tere picche hor bhi thein yaara
Phir bhi aitbaar kiya yaara
Tune jismo se khela kyu yaara
Maine bas pyaar kiya yaara
Abb teri ye yaadein
Mere dill se tu hata de
Tujhko kyu samajh na aave
Tere piche tuta jo guroor
Ho gayi aa ve mai choor
Channa ve hoke door
Ho gayi aa ve mai choor
Channa ve hoke door
Ho gayi aa ve mai choor
Channe ve hoke door
Ho gayi aa ve mai choor
Mujhe tere bichadne ka gila nehi
Ye shayad mere karmo ka sila hi
Log husan parast ye kirdar ke sage nehi
Chand se zyada haseen tu chand bhi Lage nehi
Kya likhu mai husan pe tere
Mai sabse rehke door abb beitha dill ke pehre pe
Mai chup hu tere chehre pe
Dill ke zakham bhi gehre thay
Khuda ki mujhpe rehmateein
Hum kam akal ehmak hai
Mai ladkhada ke chal para ke muntazir hai mehkade
Hum woh zaamen ka tukda jispe khandake aur sarhadein
Abb dill ko badi dikkate
Mushakkato mai din kate
Hum mukhtalif bhi hain
Kabhi hum hote hu ba hu
Hum kis kisam ki jung mai
Aur hum kiske rooh ba rooh
Dill ki be dili ka kya karu bata bhi do
Ye parde abb hata bhi do
Sawal ka jawab do
I'm looking for a reason
Mai aage aage teri yaadein mere piche
And now we hardly breathin
Saasein dab rahi muddato ke niche
Mai door bhi
Mai majboor bhi
Rab raheem bhi
Rab gafoor bhi
Tu ek gumaan bhi
Tu ek fanoon bhi
Tu meri akal bhi
Tu mera fitoor bhi
Abb teri ye yaadein
Mere dill se tu hata de
Tujhko kyu samajh na aave
Tere piche tuta jo guroor
Ho gayi aa ve mai choor
Channa ve hoke door
Hogayi aa ve mai choor
Channa ve hoke door
Ho gayi aa ve mai choor
Channa ve hoke door
Ho gayi aa ve mai choor