Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saiyan Dil Mein Aana Re
Rahul Jain
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chaandni raat hogi, taaron ki baaraat hogi
Chaandni raat hogi, taaron ki baaraat hogi
Pehle-pehle pyaar ki pehli-pehli baat hogi
Pehle-pehle pyaar ki pehli-pehli baat hogi
Khushi-khushi gaayenge hum geet suhana re
Saiyan, dil mein aana re
Aake phir na jaana re
Aake phir na jaana re
Chham-chhama-chham-chham
Thodi-thodi chhed hogi, thoda-thoda pyaar hoga
Thodi-thodi chhed hogi, thoda-thoda pyaar hoga
Kabhi iqraar hoga, kabhi inkaar hoga
Kabhi iqraar hoga, kabhi inkaar hoga
Tera manaana, mera rooth jaana re
Saiyan, dil mein aana re
Aake phir na jaana re
Aake phir na jaana re
Chham-chhama-chham-chham
Tum mere paas hoge, gham badi door hoga
Tum mere paas hoge, gham badi door hoga
Kehta hai jiya, "Hoga, zaroor hoga"
Kehta hai jiya, "Hoga, zaroor hoga"
Laana re, laana, tashreef laana re
Saiyan, dil mein aana re
Aake phir na jaana re
Ho, aake phir na jaana re
Chham-chhama-chham-chham
Saiyan, dil mein aana re
Aake phir na jaana re
Aake phir na jaana re
Chham-chhama-chham-chham