Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saza
Vishwas UR
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khali khali sa ye dil hai
Khalipan ka ye sheher hai
Abse hai koi nahi mera
Tanahiyon mein raha hoon
Khud se hi main lad raha hoon
Mujh-sa na hoga koi tera
Mere har saans mein tu hai
Bhoola na ek din bhi, main tera
Socha na ek pal tu bhi
Toda hai phir se tune dil mera
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Khali deware
Tujhko hi pukare
Bechainiya ye
Mujhko jagaye
Hardum ye tujhko
Hi toh main maangu
Phir bhi na aayega tu yahan
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?
Saza, kyun mili hai saza?