Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Awaara
Hilmand Kamal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Raat k teen bajay, nikla main kahin
130 pe, gaari meri haseen
Tyre main hawa hai kam, Dil main jaga khatam
Aisa tera bharam, itni tu haseen
Chalta main rha, teri yaad main
Phirta darbadar, sunta qawalian
Ghar walon se bhi main, Sham o sepehr,
Teri baaton ki, khaata gaalian
Main phirta rahuun, Awaara, Awaara, Awaara
Main phirta rahuun, Awaara, Awaara, Awaara
Tere baaray main suni, khabre na sahi
Mere yaaron ne hamesha, mujhse kaha yehi
Yaaron ki na suni, tujkho dil dia
Aur har dafa maine, har jaga ka bill dia
Tu woh nahi, jiski mujhe talash
Woh aik haseena, aye mere paas
Tere jaisi aur bhi, hazaron ayegi
Gaari meri main, khanay jayegi
Main phirta rahuun, Awaara, Awaara, Awaara
Main phirta rahuun, Awaara, Awaara, Awaara