Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kyun?
Paradigm Shift
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Nibhaaya hai
Kyun saason se
Beeti unn fizaaonko.
Nibhaaya hai
Kyun saason se
Beeti unn fizaaonko.
Sambhala hai
Kyun aakhon mein
Umeedon ki boondon ko.
Kyun thehre hai hum wahin
Ya thehri hai zindagi.
Sawaalon mein kho rahe,
Hum kyun?
Guunj rahi hai
Keh gayi baatein
Ehsaason se khudko chupaayein
Bikhre sapnon ko khuub saajein
Tasveeron mein khudko banaaein.
Rahat kyun hai
Rahat kyun hai
Duur hi humse
Yaadon mein bhi milti nahi.
Nibhaaya hai
Kyun saason se
Beeti unn fizaaonko.
Sambhala hai
Kyun aakhon mein
Umeedon ki boondon ko.
Kyun thehre hai hum wahin
Ya thehri hai zindagi.
Sawaalon mein kho rahe
Hum kyun?
Nibhaaya hai
Kyun saason se
Beeti unn fizaaonko.
Sambhala hai...
Kyun
Dil na bhare
Kyun
Khud se pare
Kyun
Dhoke sahe
Kyun
Dil na sune