Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Pukar Lo - Khamoshi
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hemanth da kee awaz sunakar muje yoon lagtaa tha
Ke jaise koyi sadhu mandir mein baithaa bhajan ga raha ho
Achche gayak to vo the hee
Utane hee achche vo music director bhee the
Unke sangeet mein rabindra sangeet
Assam aur bengal ke lok sangeet ke saath-saath
Aadhunik aur shastreey sangeet ka milaap bhee tha
Tum pukaar lo
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Khwaab chun rahee hai raat bekaraar hai
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Honth pe liye hue dil kee baath hum
Jaagate rahenge aur kitni raat hum
Mufatsar see baath hai, tum se pyaar hai
Tumhaaraa intazaar hai
Tum pukaar lo
Dil bahal to jaaegaa is khyaal se
Haal mil gaya tumhaaraa apanae haal se
Raat bekaraar thi, bekaraar hai
Tumhaaraa intazaar hai