Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bariyan
Shreya Ghoshal
,
Atif Aslam
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Re baandhe, re baandhe, re baandhe, aise mohe baandhe
Haan, mohe baandhe vo nainon kee door se
Hai ye pyaar kaisa? iskaa raaj hai kya?
Bol de, kah bhee de
Kabhi sukun, kabhi laage bhalaa hai
Kabhi dua, kabhi laage hala hai
Nainon se ye kya ho chalaa hai?
Bairiya, o, bairiya, muje sata naa, bairiya
Bairiya, o, bairiya, muje sata naa, bairiya
Kaisee ye peer jo raatein jaage, thaaron ko chhante re?
Kaisee ye peer
Jo raatein jaage, raatein jaage aur thaaron ko chhante re?
Palkon kee dibbiyon mein rahete
Kaab hain udne ko kehthe
Haathon se chhootaa-chhootaa chalaa hai jiyaa
Bairiya
Bairiya, o, bairiya, muje sata naa, bairiya
Udne lagee hai khamoshi se baathon kee parchiyaan
Udne lagee hai
Khamoshi se, khamoshi se baathon kee parchiyaan
Hone lage aadhe-aadhe
Aankhon se hee kayi vaade
Saansein jalaayen ishq kee sardiyaan
Jiyaa (jiyaa), jiyaa (jiyaa)
Bairya (mmm, bairiya, mmm-hmm, bairiya)
Bairiya, o, bairiya, muje sata naa, bairiya
Bairiya, o, bairiya
Muje sata naa, bairiya (bairiya)
Kabhi dua, kabhi-kabhi hala
Bairiya, o, bairiya (bairiya)