Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dhyan Rakhakar
R DYNO
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mujhse Door Tu Rehti Hai
Apna Dhyaan Rakha Kar
Jab Main PaaS Nahin Tere
To Khud Se Baat Kiya Kar
Mujhse Door Tu Rehti Hai
Apna Dhyaan Rakha Kar
Jab Main PaaS Nahin Tere
To Khud Se Baat Kiya Kar
Hai Gulaab Si Tu Meri Apsara
Toot Ke Main Tere Liye Phir Juda
Dooriyan Hi Naapti Hain Pyaar Ka Saleeka
Agar Pyaar Hi Nahin To Humein Kya Hua
Baadalon Se Door Meri Apsara
Chaand Ko Bhi Chaandni Ka Hai Pata
Hai Zameen Par Chaandni — Ye Baat Maan Lo
Main Teri Aankhon Ka Zikr To Pehle Kar Chuka
Aakhir Kyun Nazar Na Aati Tu
Main Tanha Rehta Hoon — Haan Haan Haan
Aakhir Kyun Nazar Na Aati Tu
Main Tanha Rehta Hoon
Mujhse Door Tu Rehti Hai
Apna Dhyaan Rakha Kar
Jab Main PaaS Nahin Tere
To Khud Se Baat Kiya Kar
Mujhse Door Tu Rehti Hai
Apna Dhyaan Rakha Kar
Jab Main PaaS Nahin Tere
To Khud Se Baat Kiya Kar
Aankhon Mein Jaanam Tera Ho Hi Gaya
Ab Dil Mein Bhi De De Jagah
Shaamein Guzarne Lagi Yahan Par
Tu Na Guzarna Zara
Khoya Rehta Khwaabon Mein
Nasheeli Teri Aankhon Mein Main Doob Jaaun
Raat Kyun Haseen Lagti Hai
Likhu Tere Baare Mein — Sada Likhu Main Tareefein
Tu Khoobsurat Jaan
Kaafi Khoob Lagti Hai
Taaron Ko Taake Tu, Taakun Main Aankhon Ko
Taaki Tu Dekhe Bas Tootte Taaron Ko
Taaron Ko Taake Tu, Taakun Main Aankhon Ko
Taaki Tu Dekhe Bas Tootte Taaron Ko