Skip to content

Awaara Dogs

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Sooni sadkon ke chaunke aur bhounke Kuttey, kuttey Moti chamdi hai Dum akadi hai Sunghte hain saara Jaat katna hai Dant katna hai Haddi ka chatkhara Awaara dogs hain awaara Hey awaara dogs hain aawaara Isko nocha uspe bhonka Maara jhappata maara Awaara dogs hain awaara Hey awaara dogs hain awaara Aankh hamesha laal rehti hai Muh se humesha laar behti hai Ghans nahi khate ye ghus khate hain Botti dikha yaara Dhundha andhera hai Kutton ne ghera hai Jhaptega hatyaara Awaara dogs hain awaara Haan awaara dogs hain awaara Isko nocha Uspe bhonka Maara jhappata maara Awaara dogs hain awaara Hey awaara dogs hain awaara