Skip to content

Madari

Mo Boucher
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mera khayal wahi meri asliyat Tasbih abhi baki to baki kefiyat Hesiyat meri zapt abhi yahi sach Masti mein le dube mujhe ye sifat Madari mai aur fani hai tu Asmani kalam se likhi kahani hai tu Samandar mein beh raha pani hai tu Ehsaas jo bayan na karsake zubani ye tu Madari mai aur fani hai tu Muskura uljhane chapi peshani pe kyun Samandar mein beh raha pani hai tu Doobne ka dar tujhe na jane kyu? Aye! Kaise ho sake zahir haqeeqat apki Karne laga mai pabandi har namaz ki Dhaka sar aur badla mera libaas bhi Fir bhi kyun lage ki baki reh gaya kuch aaj bhi Justujoo se guftagoo Kayion se mai hua roobaroo Lage galat inhe sawal hi Ji huzoor hai arzoo Mai dekhu noor bawazu Din dahade khuli aankh se Gahe khundam gahe giryum gahe ufftum gahay khezum Maseeha dar dilum paida o man beemar me gardam Madari mai aur fani hai tu Asmani kalam se likhi kahani hai tu Samandar mein beh raha pani hai tu Ehsaas jo bayan na karsake zubani ye tu Madari mai aur fani hai tu Muskura uljhane chapi peshani pe kyun Samandar mein beh raha pani hai tu Doobne ka dar tujhe na jane kyu? Aye! Tholagipovunanta cheeda nuvvu kantapadithey Mukti dorukunanta bhaktithona ventapadithey Nuvve memu Anna vishayamasalu bodhapadadhey? Telusukunna kshaname manishi Medhadukunna guname anni vidhamulaa Manasuthona paditaraalu paatu mudipadundadhaa! Rabababambambambam Ante manasu pulakarinchadha! Madhini thadimi palakarinchaga Parithapinchi paravasinchanaa Nuvvu kanikarinchagaa! Chilkapalukulo, Chirutha parugulo Nee uniki Cheema chitukulo Chinuku chinukulo Layala hoyala alala kulukulo Virise nagavulo Merise merupulo Prathi Jeevi talapulo Prathi malupulo! Haan qabil hi nai mai darjaat ke bhi Fir bhi rahmat ki panghat mein saas leri Kaise Ruh meri nuh ki kashti mein sukoon se Sajde mein kabhi qayam kabhi ruku mein Majnoon hu mai nahi kar besar mujhe Beghar Majzoob ke tewar bure Laban ke nahar kinare le chal mujhe Sirf dar e lateef par hi ye sar jhuke Madari mai aur fani hai tu Asmani kalam se likhi kahani hai tu Samandar mein beh raha pani hai tu Ehsaas jo bayan na karsake zubani ye tu Madari mai aur fani hai tu Muskura uljhane chapi peshani pe kyun Samandar mein beh raha pani hai tu Doobne ka dar tujhe na jane kyu? Aye!