Skip to content

Chaar Din Ki Chandni

Shaan & Sunidhi Chauhan
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bolo bolo bolo bol. do na Bol do jo bolna hai Kaho kaho kaho keh bhi do na Keh do jo kehna hai Bolo bolo bolo bol. do na Bol do jo bolna hai Kaho kaho kaho keh bhi do na Keh do jo kehna hai Chaar din ki chandni mein Doob ke jeena Khushiyon ki hai Bunda bandi Bheeg ke jeena... a... a... Aaja jee le Chaar pal hum Khwahishon ke darmiyaan Kal mile ya Na mile phir Ye nazdeekiyan Aaja jee le Chaar pal hum Khwahishon ke darmiyaan Kal mile ya Na mile phir Ye nazdeekiyan Chaar din ki chandni mein Doob ke jeena Khushiyon ki hai Bunda bandi Bheeg ke jeena... Bolo bolo bolo bol. do na Bol do jo bolna hai Kaho kaho kaho keh bhi do na Keh do jo kehna hai Aa. a. aha.a.a... Raaston mein Mil gaye hai Khwaab the gumshuda Ittefaqan Mil gaye jo Wo na honge ab juda. Raaston mein Mil gaye hai Khwab the gumshuda Ittefaqan Mil gaye jo Wo na honge ab juda. Chaar din ki chandni mein Doob ke jeena Khushiyon ki hai Bunda bandi Bheeg ke jeena... Na na na nanana... Nanana... Bolo bolo bolo bol. do na Bol do jo bolna hai Kaho kaho kaho keh bhi do na Keh do jo kehna hai Chaar din ki chandni mein Doob ke jeena Khushiyon ki hai Bunda bandi Bheeg ke jeena... a... a...