Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kehna Ghalat Ghalat To Chhupana Sahi Sahi
Nusrat Fateh Ali Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Muazz samain grami!
Ye hum bilkil nai cheez pesh kar rahe hain
Ye is se pahele aap ne naheen suni hogi
Ye gazal pesh kar rahe hain, samat farmaayen
Tanhaai main fariyaad to kar saktaa huun

Viran ko aabaad to kar saktaa huun
Viran ko aabaad to kar saktaa huun
Jab chaahon tumhen mil naheen saktaa lekin
Jab chaahon tumhen yaad to kar saktaa huun
Jab chaahon tumhen...
Jab chaahon tumhen mil naheen saktaa lekin
Jab chaahon tumhen yaad to kar saktaa huun
Koi hanse to tujhe gum lage, hansi na lage

Ki dil lagi bhi teree dil ko dil lagi na lage
To roj royaa karee uth ke chand raton main
Khuda karee, teraa meree bagaiyr ji na lage

Acchhee soorat ko...
Acchhee soorat ko sanvarane kii zarurat kiya hai

Saadagi main bhi qayamat kii adaa hoti hai

Tum jo aa jate ho masjid main adaa karne namaaz
Tum ko maalum hai kitano kii qaza hoti hai?

Ye jo diwane se do char nazar ate hain
Ye jo diwane se do char nazar ate hain
In main kuch sahab asuraar nazar ate hain
Teri mahafil kaa bharam rakhwe hain, so jate hain
Varna ye log to bedaar nazar ate hain
Meree daman main to kaanton ke siwa kuch bhi naheen
Aap pholon ke kharidaar nazar ate hain
Hashr main kaun gavaahi mari de gaa, sagarؔ?
Sab tumhara hi taraf daar nazar ate hain

Qaasid, payaam khat ko dena bahut na tool
Bas mukhtsar ye kahana ki, "aankhen taras gayiin"
Kahana galat galat...
Kahana galat galat to chahpaana sahi sahi

Re, kahana galat galat to chahpaana...
Kahana galat galat to chahpaana sahi sahi
Kahana galat galat to chahpaana sahi sahi
Kahana galat galat to chahpaana sahi sahi
Re, kahana galat galat to chahpaana sahi sahi
Qaasid, kaha jo is ne...
Qaasid, kaha jo is ne, bataana sahi sahi

Ye subah subah...
Ye subah subah chehare kii rangat udi hui

Ye subah subah chehare kii rangat...
Ye subah subah...
Ye subah subah chehare kii rangat udi hui
Kul raat tum kahaan the?
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi

Main ne pochaa...
Main ne pochaa ki, "kul shub kahaan the?"

Pahele sharmaaye, fir hans ke bole
Pahele sharmaaye, fir hans ke bole
"baat kyon aisi tum puuchhate ho?
Jo bataane ke kaabil naheen hai"
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Ye udi udi si rangat...
Ye udi udi si rangat, ye kahale kahale se geso

Teri subah kah rahi hai teri sham kaa fasaanaa
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Na hum samajhe...
Na hum samajhe, na tum aaye kahin se
Na hum samajhe, na tum aaye kahin se
Pasina pochhiye apni jabeen se
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Kul raat tum kahaan the? bataana sahi sahi
Re, dil lay ke meraa haath main kehate hain mujh se wo

Dil lay ke meraa haath main kehate hain mujh se wo

Ho, dil lay ke meraa haath main kehate hain mujh se wo
Dil lay ke meraa...
Dil lay ke meraa...
Dil lay ke meraa haath main kehate hain mujh se wo
Dil lay ke meraa haath main kehate hain mujh se wo
"kiya lo ge is ke daam?
Kiya lo ge is ke daam? bataana sahi sahi"
Kiya lo ge is ke daam? bataana sahi sahi

Aankhen milaao gair se, do hum ko jam me

Aankhen milaao gair se...
Aankhen milaao gair se, do hum ko jam...
Aankhen milaao gair se...
Aankhen milaao gair se...
Aankhen milaao gair se...
Aankhen milaao gair se...
Aankhen milaao gair se, do hum ko jam me
Saaqi tumhen kasam hai...
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi sahi

Nasha, nasha pallaa ke girana to sab ko aata hai
Mazaa to tab hai ki giraton ko tham lay saaqi
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi sahi
Saaqi...
Saaqi tujhe kasam hai, pilana sahi sahi
Nasha emaan hota hai, suraahi den hoti hai
Jawaani kii ibaadat kis kadar rangeen hoti hai

Sharaab naab ko do aatsha bina ke pallaa
Sharaab kam hai to saaqi nazar milaa ke pallaa
Sharaab kaa koi apna sareh rang naheen
Sharaab tazzica ehtsaab krati hai
Jo ahil dil hain, badhaati hai aabru in kii
Jo be shour hain, in ko kharaab krati hai
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi sahi
Saaqi...
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi...
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi sahi
Saaqi tumhen kasam hai, pilana sahi sahi
Aye me fravash, bheed hai teri dukaan par

Aye me fravash, bheed hai teri dukaan...
Aye me fravash, bheed hai teri dukaan par
Gaahak hain hum be maal...
Gaahak hain hum be maal, dikhaana sahi sahi

Sajidؔ to jaan va dil se fiqat aap kaa hai bas

Kiya aap bhi hain is ke?
Kiya aap bhi hain is ke? bataana sahi sahi
Kiya aap bhi hain is-, is ke? bataana sahi sahi