Skip to content

Dhak Dhak

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

music... ouchh... ho... dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga saiyan baiyan chor na kachhi kaliya tod na... tu hai meri dilruba kya lagti hai waah re waah dhak dhak karne laga ho moora jiyara darne laga... music interval... apna kaha jo piya tune mujhe main meethe meethe sapne sajane lagi. dekha jab mere raja maine tujhe meri sooyi sooyi dhadkan gaane lagi... jaadu tera chane laga meri nash nash main samane laga khudko main bhulane lagi tujhe saanso main basane lagi rishta ab ye rishta saathi tode ga nai tute kabhi haan aaah. dil se dil mil gaya tujhse aati mujhe haya. haah dhak dhak karne laga hoo moora jiyara darne laga... music. dhak dhak uljhi hai kaali kaali latt meri jara in julfoon ko sujha to de itni v kya jaldi tujhe ghadi apne milan ki to aane to de. aise na bahane bana mere raja abto banhon me aa aise na nigahe mila... koi dekhega to sochega kya masti chayi hai masti aake lagja gale se avi... haan aaah dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga dhak dhak karne laga ho mora jiyara darne laga saiyan baiyan chor na kachhi kaliya tod na... tu hai meri dilruba kya lagti hai waah re waah dhak dhak karne laga ho moora jiyara darne laga... ho... dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya. dhak dhak karne laga moora jiyara darne laga dhak dhak karne laga moora jiyara darne laga end...