Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Paapi Dua
Nazz
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Oh Ho Ho Ati Teri Yaadein Mujhe Bhi
Jhappi Teri Aandhi Hai Toofan
Nigaahein Aansuo Se Bhari Maine Pii
Saki Teri Paapi Hai Dua
Oh Ho Ho Ati Teri Yaadein Mujhe Bhi
Jhappi Teri Aandhi Hai Toofan
Nigaahein Aansuo Se Bhari Maine Pii
Saki Teri Paapi Hai Dua
Kya Karu Mujhe Yaad Ati Teri Aksar
Tu Hi Meri Manjil Aur Tu Hi Maksad
Hai Tere Bina Zindagi Ye Lage Fucked Up
Maaf Karna Bolu Mai Jo Koi Apshabd
Na Jane Kyu Tu Karti Hai Mujhpe Yu Shak
Mai Likhu Tere Bare Par Na Bolu Koi Lafz
Yeh Dil Tere Pass Ho Rakha Hai Mera Japt
Na Jane Kaise Pohche Ye Shareer Mein Ab Rakht
Tu Jana Mere Dil Ko Rihaah Karde
Bhul Jana Tu Ye Kalke Vivaad Apne
Hojati Inn Kamro Mein Mujhko Ghutan
Tu Aja Mere Dar PE Fiza Banke
Tu Gayi Mujhe Sabkuch Sikha Karke
Mai Rakha Tujhe Sabse Chipa Karke
Mai Batein Teri Padhunga Dilse Poori Chahe
Khali Khat Hi Kyu Na Bhar Tu Lifafe Mein
Nigaahein Aansuo Se Bhari Maine Piii
Saki Teri Paapi Hai Dua
Oh Ho Ho Ati Teri Yaadein Mujhe Bhi
Jhappi Teri Aandhi Hai Toofan
Meri Dillagi Ke Khwaab Ka Tune Jo
Haal Kardiya Hai Jaaneman
Din Na Beete Raat Ki Shafa Bhi
Humko Na Sambhaal Paati Ab
Ankhein Ye Sawaal Tujhpe Karke
Ankhein Na Sambhaal Pa Rahe Hum
Ashigo Ki Dawato Mein Jaake
Unke Har Malaal Khagaye Hum
Mujhko Ati Teri Yaadein Hai
Tujhtak Hi Meri Raahein Hai
Baaki Mai Aur Kuch Jaanu Na
Mujhe Teri Baatein Hi Bhaati Hai
Har Tarfa Tadpati Hai
Durdasha Darshaati Hai
Aakaal Pada Meri Baagho Mein
Kyu Barsaat Tarsaati Hai
Aake Tu Sawaare
Meri Bhatki Ye Hawa
Ke Har Saans Tujhpe Karu Mai
Kurbaan
Nasha Hai Teri Har Adaao
Mein Kyu Chahiye Dawa
Jab Ho Chada Hume Tera Hi
Bukhaar
Oh Ho Ho Ati Teri Yaadein Mujhe Bhi
Jhappi Teri Aandhi Hai Toofan
Nigaahein Aansuo Se Bhari Maine Pii
Saki Teri Paapi Hai Dua