Skip to content

Yeh Vaada Raha (Yeh Vaada Raha / Soundtrack Version)

Asha Bhosle, Kishore Kumar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

La la la la la la La la la la la la la La la la la la La la la la la Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha Tu hai jahan main hoon wahan Ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Phir ho naa judaa haan ye vaada raha La la la la la La la la la la Main awaaz hoon toh tu hai geet mera Main awaaz hoon toh tu hai geet mera Jahaan se niraala manmeet mera Mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Phir ho naa judaa haan ye vaada raha Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha Tu hai jahan main hoon wahan Ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa Kisi mod pe bhi na yeh saath toote Mere haath se tera daaman na chhoote La la La la la La la la Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe Mere pyaar ki koi khushiyaan na loote Mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Phir ho naa judaa haan ye vaada raha Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha Tu hai jahan main hoon wahan Ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa Tujhe main jahaan ki nazar se churaa loon Kahin dil ke kone main tujhko chhupaa loon Kabhi zindagi mein pade mushkilein toh Mujhe tu sambhaale tujhe main sambhaaloon Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Ho mil jaaye iss tarah do lehrein jis tarah Phir ho naa judaa haan ye vaada raha Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha Tu hai jahan main hoon wahan Ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa Ho la la la la la la La la la la la la Phir ho na judaa haan yeh vaada raha Ye vaada raha