Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ek Ladki Ko Dekha
Rahul Dev Burman
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Jaise khilata gulab, jaise shaayar ka khwaab
Jaise ujalee kiran, jaise ban mein hiran
Jaise chaandanee raat, jaise narmi kee baath
Jaise mandir mein ho ek jalataa diya
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Jaise subah ka rup, jaise sardi kee dhoop
Jaise binaa kee taan, jaise rangon kee jaan
Jaise balkhae bel, jaise laharon ka khel
Jaise khushboo liye aaye thandi haea
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Jaise naachata mor, jaise resham kee door
Jaise pariyon ka raag, jaise sandal kee aag
Jaise 16 singaar, jaise ras kee puhaar
Jaise aahista aahista badhata nasha
Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa