Aisi Jannat
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Rab se mai manga ke sari umar
Bahon me teri hi jaye guzar
Bhatke the hum toh dar badar
Tujhsa koi bhi na aaya nazar
Bas gaya tu meri rooh me is qadar
Tera chehra zehen se utarta nahi
Tu mila toh mili aisi jannat mujhe
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi
Is mohabbat ne di aisi rahat mujhe
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi
Tu mila toh mili aisi jannat mujhe
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi
Is mohabbat ne di aisi rahat mujhe
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi