Skip to content

Waadon Se Na Chale

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Wadon se na chale Kasmo se na chale Wadon se na chale Kasmo se na chale Mohabbat se duniya chale Yaado se na chale Rasmo se na chale Yaado se na chale Rasmo se na chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Wadon se na chale Kasmo se na chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat bina kuch nahi Har koi jaan le Ae chaahat bina kuch nahi Har koi maan le Aankhon mein jhil milaye Sanso mein aaye jaaye Mohabbat se duniya chale Baato se na chale Nafrat se na chale Mohabbat se duniya chale Khwabo se na chale Raahat se na chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Wadon se na chale Kasmo se na chale Yaado se na chale Rasmo se na chale Mohabbat se duniya chale Ye kehte zameen aasman Ye sachi baat hai Mohabbat se haare jahan Ye sachi baat hai Toofan bhi ruk jaaye Parbat bhi jhuk jaaye Mohabbat se duniya chale Jadu se na chale Tone se na chale Mohabbat se duniya chale Chandi se na chale Sone se na chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Mohabbat se duniya chale Wadon se na chale Kasmo se na chale Wadon se na chale Kasmo se na chale Mohabbat se duniya chale.