Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ramji Ke Naam Ne To Pathar
Hari Om Sharan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Jo na jape Ram...
Jo na jape Ram, wo hain kismat ke maare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ko Shiv ji ne dhayaya
Tulsi ne Ram ji pe sarbas lutaya
Ram ji ke naam ko Shiv ji ne dhayaya
Tulsi ne Ram ji pe sarbas lutaya
Kabira bhajan kar bhaye matwaare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram naam amrit hai, Ram naam chandan
Ram naam dev jape, sant kare vandan
Ram naam amrit hai, Ram naam chandan
Ram naam dev jape, sant kare vandan
Mahavir, Ram naam hridye mein dhaare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
"Ram, Ram, Ram," japo, Ram hi dhiyayo
Ram naam prem-jyot ghar-ghar jagao
"Ram, Ram, Ram," japo, Ram hi dhiyayo
Ram naam prem-jyot ghar-ghar jagao
Unhi ki sharan laag pal na ganwaare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Jo na jape Ram...
Jo na jape Ram, wo hain kismat ke maare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare
Ram ji ke naam ne toh paathar bhi taare