Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dhaagon Se Baandhaa By Sakshi Holkar
Sakshi Holkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dhaagon se baandha ehsaas dil ke rishte ka
Rishta yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Dhaagon se baandha ehsaas tumse milne ka
Milna yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Tumse hi toh khilte saare phool ummeedon waale
Himmat bandh jaati hai, jab tu hans ke paas bitha le
Khushiyon ka tu samaan hai
Tu saath hai toh yoon lage, jeena bada aasaan hai
Baaton se baandha har taar apne rishte ka
Rishta yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Chaar dishaaon jaise tum ho mere liye zaroori
Tum na ho toh har din aadha, har ek shaam adhoori
Aadha mujhe rehna nahin
Kuchh kam lage woh ghar mujhe jismein koyi bhai nahin
Yaadon se baandha jazba yeh apne rishte ka
Rishta yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina
Main rahoon na main tere bina, tu rahe na tu mere bina