Skip to content

Tu Har Wajah

Lokesh Bakshi
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bahut khoobsurat aayi khabar Thodi deri se par aayi nazar Zara dekhne de tu jaaye kidher Bahut khoobsurat aayi khabar Bahut he haseen hai teri nazar Aa jee loon tujhe main dil khol kar Tu sach hai tu sab hai ya khayali bekhabar Bahut he haseen hai teri nazar Aankhein ye teri kya bolti hain Lambi lambi baatein khoob karti hain Saansein ye teri khamosh kyon hain Ki hum dono bhi kho gaye kahin Raaton mein na jaane kya sochta hoon Kyon tujhse mile har khushi Baaton mein teri samaa dhoondta hoon Kyon tujhse mile zindagi Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah Tere aane se aayi khushi Kuch badli badli dil ki lakir Sun look haan sun look main aawazein teri Tere aane se aayi khushi Teri saanson mein hai zindagi Jaane anjaane wali meri sahi Tu sach hai sukoon hai par na hai ajnabee Teri saanson mein hai zindagi Aankhein ye teri kya bolti hain Lambi lambi baatein khoob karti hain Saansein ye teri khamosh kyon hain Ki hum dono bhi kho gaye kahin Raaton mein na jaane kya sochta hoon Kyon tujhse mile har khushi Baaton mein teri samaa dhoondta hoon Kyon tujhse mile zindagi Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah Tu hai meri har wajah