Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Billo Rani
Anand Raaj Anand; Richa Sharma; Pritam; Javed Akhtar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haan, sheher mein dusari koi (wah-wah!)
Nahi koi tujh si, Billo (arey, Billo, bolo Billo, Billo)
Jo bhi dekhe, yahi poochhe (kya poochhe?)
Hai yeh kis ki Billo? (wah-wah!)
Har ada teri jagati hai qayamat koi
Har qadam par tu girati chale bijli, billo
Ishq karke tujhse deewana
Betaab hua, barbaad hua
Bhool gaya apna bhi naam
Jab naam tera ise yaad hua
Ishq karke tujhse deewana
Betaab hua, barbaad hua
Bhool gaya apna bhi naam
Jab naam tera ise yaad hua
Yeh hai jo majnu (haaye!)
Inhein kya mein samjhun? (uff, tauba!)
Roz ho jaate hain yeh kisi na kisi pe fida, arey, haan
Aaj iske peechhe (haaye!)
Kal uske peechhe (uff, tauba!)
Kya thikana hai inka ki ho jaayein kab laapata
Ho, inki mohabbat resham ka jaal hai
Haaye, deewangi bhi inki ek chaal hai
Ho, Billo rani
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
ย
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
ย
Ishq karke tujhse deewana
Betaab hua, barbaad hua
Bhool gaya apna bhi naam
Jab naam tera ise yaad hua
Ishq karke tujhse deewana
Betaab hua, barbaad hua
Bhool gaya apna bhi naam
Jab naam tera ise yaad hua
(Look, last night was crazy)
(Look, look)
Lachakti baahon ke iss gulshan mein
Phoolon jaise iss tan mein
Ho, pagal hi kar de aisi khushbu hai
Chamakti aankhon ke in taaron mein
Honthon ke gulzaron mein
Oh, deewana kar de aisa jaadu hai
Ho, teri baatein rijhayein
Mere dil ko phir bhi
Main na maanun inhein
Ho, main na maanun
Teri aankhein dikhayein mujhko sapne
Par na sachcha jaanun inhein
Offo, raah mein tune mujhe roka hai
Haaye, iss mein koi na koi dhoka hai
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
Ho, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
(Yo, it's the top of the morn)
ย
...
ย
(Look, last night was crazy)
(Look, look)
Ki ab tak tumri samajh mein aayi na
ย
Ghoom liyo chahe sab duniya
Aye, hum sa premi na milhi hai tumka kahin
Ki, Billo, dhak-dhak ee mann dhadkat hai
ย
Tan ma agni bhadkat hai
Jab-jab lagawat ho tum thumka kahin
Oh, teri niyyat hai khoti, mann hai paapi
Harjaai tu, beimaan tu
Teri chahat main jaanun, raja, kya hai
Mujhko bholi nahi jaan tu
Haan, bhes banaye, premi ka sa hai
Haaye, tu bhanwara, tu ras ka pyaasa hai
Ho, Billo rani, ho, Billo, ho Billo, ho, Billo rani
Kaho toh abhi jaan de doon
ย
Haan, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
ย
Ho, jaan de doon, jee kare imaan de doon
Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon
ย
Oh, Billo rani, kaho toh abhi jaan de doon