Skip to content

Cruise Down

Shaurya
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Full throttle kara cruise down. 2 bottle, baawe booze down. Henny chale, kabhi Goose now. Bache nahi koi goons now. Puche voh, “Kya karte ho? Dikhte nahi, Kaha rehte ho?” Full throttle kara cruise down. 2 bottle, baawe booze down. Henny chale, kabhi Goose now. Bache nahi koi goons now. Puche voh, “Kya karte ho? Dikhte nahi, Kaha rehte ho?” Kya galat, kya sahi? Pata chala jab tu paas na rahi. Dekha maine har taraf, tu na dikhi. Dhoonda maine har taraf, tu na mili. Haan, kaisa hai waqt? Pata nahi chala kab double hue cups. Pata nahi chala kab double hua gham. Pata nahi chala kab... Yeah. Par main karu ball ab anyway. Aur heavy hai wrist and heavy chain. Heavy hai pain, par many hai gains. Aur likhe jo bars hai sab heavyweight. Haan, kaafi dafa toota hai dil, Ab tujhse khafa. Teri hi yaadon mein likhu main gaane yeh, Maangi thi bas maine tujhse wafa. Yeah, yeah... Maangi thi bas maine tujhse wafa. Yeah, yeah... Mehngi hai tu Kohinoor se bhi. Khoobsurat hai tu hoor se bhi. Door se dikhte hai chaand mein daag, Bedaag hai tu magar door se bhi. Full throttle kara cruise down. 2 bottle, baawe booze down. Henny chale, kabhi Goose now. Bache nahi koi goons now. Puche voh, “Kya karte ho? Dikhte nahi, Kaha rehte ho?” Full throttle kara cruise down. 2 bottle, baawe booze down. Henny chale, kabhi Goose now. Bache nahi koi goons now. Puche voh, “Kya karte ho? Dikhte nahi, Kaha rehte ho?”