Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kya Se Kya Ho Gaya Bewafa
Mohd Rafi
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya se kya ho gaya, bewafa, tere pyaar mein
Chaahaa kya, kya milaa, bewafa, tere pyaar mein
ย
Chalo, suhana bharam to toota, jaanaa ki husn kya hai
Ho, chalo, suhana bharam to toota, jaanaa ki husn kya hai
Kehtee hai jis ko pyaar duniyaa, kya chiz, kya bhalaa hai
Dil ne kya naa saha, bewafa, tere pyaar mein
Chaahaa kya, kya milaa, bewafa, tere pyaar mein
Tere-mere dil ke beech ab to sadiyon ke faasle hain
Haan, tere-mere dil ke beech ab to sadiyon ke faasle hain
Yaqiin hoga kise ki hum-tum ik raah sang chale hain?
ย
Hona hai aur kya, bewafa, tere pyaar mein?
Kya se kya ho gaya, bewafa, tere pyaar mein
ย